Gjør som tusenvis av andre bokelskere
Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.
Ved å abonnere godtar du vår personvernerklæring.Du kan når som helst melde deg av våre nyhetsbrev.
"YE LAL ISHQ" Meri kavita sanrgarh hai, iss sangrah me maine bahut si sanyog-viyog ki kavita likhi hui hai, meri kuch kavita kuch na kuch yatharth se sambandhit hai chahe vaha khud se sambandhit ho ya any kisi se, aur kuch kavita meri kori kalpana hai, maine un kavitaon me sirf kalpana ke gote lgaye hain, maine issi aashaa me sanyog kavitayein likhi hai ki inko padh kar hme bhitar se khushi milegi, aur viyog kavita issliye likhi hai taaki ham apne bhitar bse dukh oo kuch had tak bhul sake, km kar ske ya fir iss bat ko samjh ske ki iss sansaar me sirf hme ki prem ne drd nhi diya aur bhi log hain iss srishti me jo prem ke peeda me jee rhe hain, mujhe yakeen hai ki aap inn kavitaon ki sangrah ko jab padhenge aap ko achha mahasus hoga.....!!!!!!
"Mai Satrangi-Si" me meri kai kavita hain jisme Maine har kavita me khud ka jiaa hai, Iss kavita sanrgarh me maine kai tatvon par likha hai, "Mai Satrangi-Si" Kavita sanrgarh mare liye kai maayne se bahut hi mahatvapurn hain, isme maine shuruaati dino ki likhi kavitaon ko bhi sammilit kiya hai aur kai Manbhaavanav par likhe shabdon ko ek kavita ke roop me garha hai, kai kavita inmein aisi hain jo mere dil ke behad karib hai, ummid hai ki apko meri ye kavita sanrgarh bahut pasand aayegi
Isss kitab me teen kahani hai "" Gunaho ka pratishodh;jarurt;aur Nanha masum bhag do; Gunaho ka pratishodh kahani h rakshita, aaniket aur vipin ki, vipin, rakshita aur aniket se un gunaho ka pratishodh leta h jo un dono ne kabhi kiya hi nhi tha aur rakshita ne vipin se usi pratishodh ka apna pratishodh leti hai, Rakshita ke pita ne us par bharisha nhi kiya jiska dukhad khamiyaja unsw jude huye sabhi logo ko bhugtna pdta hai. Jarurat kahani hai ridhima, reema aur vineet ki jo ant me roma se ho kr gujrti hai, ek najayaj jarurat ke karan un sb ki jindgi idher-udher ho jati hai, aur aant me ridhima air vineet maut ko gle lga lete hai, jo sukun jo shanti thi phle unke jeevan me wo keval ek gair jarurt ko pyr krne me khatam ho jaga haihai. Nanha masum yaha kahani bhag go hai, iss kahani ka pahla bhag meri dusri kitab ( uski galti mera gunaha ) me hai, yaha ek ase 8 sal ke chhote bachhe ki kahani hai jiske maa bap use bech dete h aur fir vaha dar-dar bhatakta hai, use hero bnne ma bda khavab hota hai, isiliye vaha Mumbai pahuchna chahta hai, vha Mumbai pahuch to jaga h par anjane me pahuchta hai, bahut kathinaio ko paar karne ke bad, bahut kuch sahne ke bad vha hero to nhi par han vha ek charchit chahera jarur ban jata hai, uske haar na manne vaka jajba hme prerit krta hai jeengdi ko usi rang me jeene ka jisme ham jee rhe hain. Ummeed hai ki isss kitab ko aap sabhi apna pyar aur vakr jarurr dende......!!!! Dhanyvaad!
Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.
Ved å abonnere godtar du vår personvernerklæring.