Utvidet returrett til 31. januar 2025

Goddess

- Story of Love and Romance for Young Adults

Om Goddess

Yeh pustak "Vaad Vivad" vishay par adharit ab tak ki shreshth aur apni tarah ki pahli pustak hai. Pustak ki lekhika Anita Gaur ne samsamyiki par adharit sabhi vishyon ko pustak me shamil kar un par vistarpurvak charcha ki hai. Vaad Vivad ke dono paksh vishay ki garahai tatha gunvatta ki drishti se bejod hai. Pustak me shamil pramukh vishyo me se kuch to vartman samaj me vyapt asim bharshtachar tatha badhti mehngai ko lekar sarkar ki bhumika par sawal khade karti hai, dusri taraf Kashmir samsya, lokpal bill, futkar chhetron me videshi pratksh nivesh aur bhartiy bajar jaise samvedanshil aur gambhir Vishay ke dono pakshon ke tark prastut karti hai. Chhatra chhatraon tatha agami pratiyogi pariksha ke liye adhyyanrat sabhi pratiyogiyo ki avshyakatao ko dhayan me rakhkar pratyek vishay ke aarambh me uski bhumik, paksh aur vipaksh ke akatay tark prastut kiye gaye hai. Pratyek VaadVivad ke ant me us Vishay par adharit sawaljawab ki suchi di gai hai jo is pustak ko bajar me uplabdh anay pustako se alag karti hai. (This book is the best and the first book of its kind based on ""Debate"". The author of the book, Anita Gaur, has covered all subjects based on contemporary book in detail and discussed them in detail. On one hand, some of the major topics covered in the book raises questions about the role of the government regarding incompatible corruption in the current society and rising inflation. On the other, some topics like Kashmir civil problems, lok pal bill, problems in the retail sector decribes the argument of both sides of the sensitive and serious subject like foreign direct investment and the Indian market is presented. Keeping in mind the requirements of each subject for all the competetive exams and the other, the rationale of his role, side, and opposition has been presented in the beginning of the book.At the end of each debate, a list of questions and answers based on the subject which separates this book from other books available in the market.) #v&spublishers

Vis mer
  • Språk:
  • Hindi
  • ISBN:
  • 9789350570180
  • Bindende:
  • Paperback
  • Sider:
  • 173
  • Utgitt:
  • 6. februar 2013
  • Vekt:
  • 175 g.
  • BLACK NOVEMBER
Leveringstid: 2-4 uker
Forventet levering: 20. desember 2024

Beskrivelse av Goddess

Yeh pustak "Vaad Vivad" vishay par adharit ab tak ki shreshth aur apni tarah ki pahli pustak hai. Pustak ki lekhika Anita Gaur ne samsamyiki par adharit sabhi vishyon ko pustak me shamil kar un par vistarpurvak charcha ki hai. Vaad Vivad ke dono paksh vishay ki garahai tatha gunvatta ki drishti se bejod hai. Pustak me shamil pramukh vishyo me se kuch to vartman samaj me vyapt asim bharshtachar tatha badhti mehngai ko lekar sarkar ki bhumika par sawal khade karti hai, dusri taraf Kashmir samsya, lokpal bill, futkar chhetron me videshi pratksh nivesh aur bhartiy bajar jaise samvedanshil aur gambhir Vishay ke dono pakshon ke tark prastut karti hai.
Chhatra chhatraon tatha agami pratiyogi pariksha ke liye adhyyanrat sabhi pratiyogiyo ki avshyakatao ko dhayan me rakhkar pratyek vishay ke aarambh me uski bhumik, paksh aur vipaksh ke akatay tark prastut kiye gaye hai. Pratyek VaadVivad ke ant me us Vishay par adharit sawaljawab ki suchi di gai hai jo is pustak ko bajar me uplabdh anay pustako se alag karti hai.
(This book is the best and the first book of its kind based on ""Debate"". The author of the book, Anita Gaur, has covered all subjects based on contemporary book in detail and discussed them in detail. On one hand, some of the major topics covered in the book raises questions about the role of the government regarding incompatible corruption in the current society and rising inflation. On the other, some topics like Kashmir civil problems, lok pal bill, problems in the retail sector decribes the argument of both sides of the sensitive and serious subject like foreign direct investment and the Indian market is presented. Keeping in mind the requirements of each subject for all the competetive exams and the other, the rationale of his role, side, and opposition has been presented in the beginning of the book.At the end of each debate, a list of questions and answers based on the subject which separates this book from other books available in the market.) #v&spublishers

Brukervurderinger av Goddess



Finn lignende bøker
Boken Goddess finnes i følgende kategorier:

Gjør som tusenvis av andre bokelskere

Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.