Norges billigste bøker

Kavyanjali / काव्यांजलि

Om Kavyanjali / काव्यांजलि

"Kavyaanjali" ek koshish hai, jisme mehej khayalon ko pirokar kavyatmak rup se prastut kiya hai. Yeh kisi bhi sahityik vidha ke andar nahi ate aur yahi iski khubsurti bhi hai. Kaha jata hai ki ek achchha lekhak ya kavi vaha hota hai jo na sirf apane tajurbe se balki auroan ke tajurbo se bhi prabhavit hota hai aur unhe apane shabdoan mei kahane ka hunar rakhata hai, lekin is kitab mei aisa nahi hai. Iss kitab ki har rachana us vyakti ke jivan ki niji jaddojahad se prabhavit hai, karan spasht baat ki, lekhan kisi bhi prakaar ka ho uska aagaaz likhane wala khud ke jivan mein ghat rahi ya ghat chuki ghatanaoan ko shabd pradaan karane ke liye karta hai. "Kavyaanjali" mei koshish ki gai hai ki man ke andar üh rahe bhavon ko jitni ho sake sahajata se kavyatmak roop mei rakha ja sake. Lekin rachanakaroan ka urdu adab aur shera-o-shayari ko sunane aur pähne ke rujhaan ke karan kahin-kahin kuch ansune se lafzon ka istemaal bhi hua hai.

Vis mer
  • Språk:
  • Hindi
  • ISBN:
  • 9781636063805
  • Bindende:
  • Paperback
  • Sider:
  • 92
  • Utgitt:
  • 3. september 2020
  • Dimensjoner:
  • 127x5x203 mm.
  • Vekt:
  • 109 g.
Leveringstid: 2-4 uker
Forventet levering: 17. februar 2025

Beskrivelse av Kavyanjali / काव्यांजलि

"Kavyaanjali" ek koshish hai, jisme mehej khayalon ko pirokar kavyatmak rup se prastut kiya hai. Yeh kisi bhi sahityik vidha ke andar nahi ate aur yahi iski khubsurti bhi hai. Kaha jata hai ki ek achchha lekhak ya kavi vaha hota hai jo na sirf apane tajurbe se balki auroan ke tajurbo se bhi prabhavit hota hai aur unhe apane shabdoan mei kahane ka hunar rakhata hai, lekin is kitab mei aisa nahi hai. Iss kitab ki har rachana us vyakti ke jivan ki niji jaddojahad se prabhavit hai, karan spasht baat ki, lekhan kisi bhi prakaar ka ho uska aagaaz likhane wala khud ke jivan mein ghat rahi ya ghat chuki ghatanaoan ko shabd pradaan karane ke liye karta hai.
"Kavyaanjali" mei koshish ki gai hai ki man ke andar üh rahe bhavon ko jitni ho sake sahajata se kavyatmak roop mei rakha ja sake. Lekin rachanakaroan ka urdu adab aur shera-o-shayari ko sunane aur pähne ke rujhaan ke karan kahin-kahin kuch ansune se lafzon ka istemaal bhi hua hai.

Brukervurderinger av Kavyanjali / काव्यांजलि



Finn lignende bøker
Boken Kavyanjali / काव्यांजलि finnes i følgende kategorier:

Gjør som tusenvis av andre bokelskere

Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.