Pareshaani khud se hai, pashemaani khud se hai, Mushkil hai koi aur ho jaaoon, Ki aasaani khud se hai.
Is sangrah mein mere shuruaati dino se lekar abhi tak ki chuninda kavitayen, ghazlen hain. Shayad lekhni mein parivartan umr ke saath jo aaya vo aapko nazar aaye. Meri shayari mere nazariye se mere anubhavon ko darshaati hai. Zyada laag lapet nahi hai, par bahut hi seedha likhna bhi mujhe nahi bhaata hai. Umeed hai har padhne vale ko kuch na kuch unke apne anubhav se milta julata mil jayega.
Gjør som tusenvis av andre bokelskere
Abonner på vårt nyhetsbrev og få rabatter og inspirasjon til din neste leseopplevelse.
Ved å abonnere godtar du vår personvernerklæring.Du kan når som helst melde deg av våre nyhetsbrev.